Butterfly song is from movie Jab Harry Met Sejal sung by Aman Trikha , Dev Negi , Nooran Sisters and Sunidhi Chauhan . This song is penned by Irshad Kamil and composed by Pritam Chakraborty .
Laut ka aaya udta panchi
Naya huaa aghaaz
Barson baad bhi dekho meri
Tractor se oonchi awaaz
Jive soniya ji
Chaahe kisi ka gaya ji ( 4 )
Khili jahan pe jahan pe genhu
Ruka wahi pe wahi pe main hoon
Hai maarha mota hasta seedha
Saadha rasta
Ni aaja ..
Sune dilon ki dilon ki dhun ri
Peele gote kinaare ki chunri
Hai odhe baithi phaasle
Tu jo aaye ras le ni aaja ..
Hoye ..
Sar aankhon pe hai nakhre
sambhale tere
Ab karde na khudko hawaale tere ,
hey
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Aa gadar machayenge hum
Ik ped lagayenge hum
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi .. ni aaja re ..
Hoye ..
( Vehde sajna de ..
Ajj raunakan shaunakan aaiyaan )
Uss pal main khudko lagti hoon
pyaari
Jis pal main sochun yaara
Main toh hoon tumhari
Kar doon , kar doon
Kya janhit mein jaari
Ab se meri hai tere ishaq pe
daawedari
Naa main ghabrati
Naa main sharmati
Tujhko khayalon mein
Main laake hoon sataati
Uff ho ...
Mujhko kyun sab kuch bataati
Sunke ye baatein meri akal hawa
ho jaati
Maine kar di be-akali to kehna
Nahi
Maine rakha tujhe dil mein tu
rehna wahi pe
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Aa gadar machayenge hum
Ik ped lagayenge hum
Ni aaja kudi aaja kheton mein
Ni butterfly banke
Tu le angdaai tann ke
Ni aaja kudi aaja .. Kheton mein
( Vehde sajjna de .. )
Ajj raunakan shaunakan aaiyaan .. )
Mujh mein ishq ya ishq mein hoon
main
Hua mujhe ehsaas re
Khel raha hoon saath yaar ke
Main khwaabon ki taash re ( 2 )
Tu hi usko khoj raha hain
Haaye tu hi usko khoj raha hai
Ae dil mere ye na soch
Woh bhi tujhko dhoondh raha hai
Jiski tujhe talaash re
Woh bhi tujhko dhoondh raha hai
Jiski tujhe talaash re ... ( 4 )
No comments:
Post a Comment