Ye shaam mastaani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
Ye shaam mastaani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
Dur rahati hai tu
Mere pas aati nahin
Hothon pe tere kabhi
Pyaas aati nahin
Aisaa lage jaise ki tu
Hansake zahar koi piye jaaye
Ye shaam mastani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
Baat jab main karun
Mujhe rok deti hai kyon
Teri mithi nazar mujhe
Tok deti hai kyon
Teri hayaa teri sharam
Teri qasam mere
Honth siye jaaye
Ye shaam mastaani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
Ek ruthi hui taqadir jaise koi
Khaamosh aise hai
Tu tasvir jaise koi
Teri nazar banake
Zubaan lekin tere
Paigaam diye jaaye
Ye shaam mastaani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
Ye shaam mastaani
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche
Teri aur liye jaaye
No comments:
Post a Comment