Friday, August 7, 2020

PHURRR

 Phurrr lyrics is from movie Jab Harry Met Sejal sung by Mohit Chauhan and Tushar Joshi while lyrics are penned by Irshad Kamil . And the lyrics by Pritam and DJ Diplo . 

Phurrr ...

( Mohit chauhan )
Teri hasrat ho ya ibaadat ho 
Tujhko paana hai jo bhi soorat ho
Har taraf sach mein sach ki chaahat ho 
Lafz na ho pyaar balki aadat ho 

( Tushar Joshi )
Chala to phurrr
Ye udega phurrr
Karenge phurrr
Ye rozana phurrr
Ye samaa phurrr 
Jahan pe roz teri hasrat ho 

( Chala to phurrr ... )

Bullet Chharra udna
Rasbarrra udna
Bulburraa udna 
Koi tharra udna 
Marcharra udna 
Rasbarrra udna
surrr ... sur sur surrr
Hua tur ja nurpur ja ja phurr 

Phurrr ...

Chala toh phurrr ... ( 3 )

Phurrr ...

Hey .. gadbad gadbad karna koi 
Ubad khaabad karna koi 
Badbad badbad karna koi 
Baatein phoohad karna koi 
Na na hullad karna koi
Gadbad gadbad karna koi 
Arey o beeba beeba 
Sau bacha hoja phurrr

Phurrr ye udega phurrr
Karenge phurrr
Yeh rozana phurrr 
Ye samaa phurrr jahan pe 
Roz teri hasrat ho 

Chala toh phurrr ... ( 4 )

Phurrr ...

( Gadbad gadbad karna koi 
Ubbad khaabad karna koi 
Badbad badbad karna koi 
Baatein phoohad karna koi 
Na na hullad karna koi
Gadbad gadbad karna koi 
Arey o beeba beeba 
Sau bacha hoja phurrr )
( Gadbad gadbad karna koi )

( Mohit Chauhan ) 
Teri hasrat ho ya ibaadat ho 
Tujhko paana hai jo bhi soorat ho 
O ... phurrr ...

... PhurrR ...

Thursday, August 6, 2020

SAFAR

Safar song is from movie Jab Harry Met Sejal sung by Arjit Singh . Lyrics composed by Pritam and penned by Irshad Kamil .


Ab na mujhko yaad beeta 
Main toh lamhon mein jeeta 
Chala ja raha hoon 
Main kahaan pe ja raha hoon ...
Kahaan hoon ?

Iss yaqeen se main yahan hoon
Ki zamana yeh bhala hai 
Aur jo raah mein mila hai 
Thodi door jo chala hai 
Woh bhi aadmi bhala tha 
Pata tha ...
Zara bas khafa tha 
Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi 
Woh rasta puraana jisey yaad aana 
Zaroori tha lekin jo roya mere bin 
Wo ek mera ghar tha 
Puraana sa darr tha 
Magar ab na main apne ghar ka raha 
Safar ka hi tha main safar ka raha 

Idhar ka hi hoon na udhar ka raha 
Safar ka hi tha main safar ka raha ( 2 )

Main raha ... o o ...
Main raha ... wo o ...
Main raha ...

Meel pattharon se meri dosti hai 
Chaal meri kya hai raah jaanti hai 
Jaane rozana ... zamana wohi rozana 

Shehar shehar fursaton ko bechta hoon 
Khaali haath jaata khaali laut'ta hoon 
Aise rozana .. rozana khud se begana ...

Jabse gaanv se main shehar hua 
Itna kadva ho gaya ki zehar hua 
Main toh rozana
Na chaaha tha yeh ho jaana maine 

Ye umrr , waqt , raasta .. guzarta raha 
Safar ka hi tha main safar ka raha 

Idhar ka hi hoon na udhar ka raha 
Safar ka hi tha main safar ka raha ( 2 )

Main raha .. o o ..
Main raha .. wo .. 

Main raha ..

Safar ka hi tha main safar ka raha 

Wednesday, August 5, 2020

HAWAYEIN

Hawayein song is from movie Jab Harry Met Sejal and song sung by Arjit Singh . The music has been composed by Pritam and lyrics penned by Irshad Kamil . 


Tujhko main rakh loon wahan 
Jahan pe kahin hai mera yakeen 

Main jo tera na hua 
Kisika nahi , kisika nahi 

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein 
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein 
Begani hai yeh baagi 
Hawayein hawayein 
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein 

Le jaye jane kahan 
Na mujhko khabar 
Na tujhko pata 

O o o ... Hawaye ..

Banati hai jo tu 
Woh yaadein jane 
Sang mere kab tak chale 
Inhi mein toh meri 
Subah bhi dhale 
Shaame dhale mausam dhale

Khayalon ka shaher 
Tu jaane tere 
Hone se hi abaad hai 
Hawayein haq mein 
Wohi hai aate jaate 
Jo tera naam le 

Deti hai jo sadayein 
Hawaye hawaye 
Na jane kya bataye 
Hawaye hawaye 
Le jaye tujhe kahan
Hawaye hawaye 
Le jaye mujhe kahan
Hawaye hawaye 

Le jaye jane kahan 
Na mujhko khabar 
Na tujhko pata

O o o .. Hawaye ..

Chehra kyun milta tera 
Yun khwabon se mere
Yeh kya raaz hai 

Kal bhi meri na thi tu 
Na hogi tu kal meri aaj hai 

Teri hai meri saari 
Wafayein , wafayein 
Maangi hai tere liye 
Duaein , duaein 

Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan 
Hawayein hawayein

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein 
Le jaye tujhe kahan 
Hawayein hawayein ( repeat once )

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein 
Le jaye mujhe kahan 
Hawayein hawayein 

Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein 
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein ..

Tuesday, August 4, 2020

TERE NAAL ( DARSHAN RAVAL x TULSI KUMAR )

Tere Naal is a latest punjabi song sung by Darshan Raval and Tulsi Kumar . Lyrics penned by Gurpreet Saini and Gautam G Sharma while music is given by Darshan Raval . 


Saans leti hoon to 
Tera hi ehsaas hota hai 
Ehsaas hota hai 
Door hoke bhi har lamha 
Tu mere paas hota hai 
Mere paas hota hai

Tere bin ek din na ghuzre 
Kaise baetenge na jaane yeh saal 
Hai sil ka yeh haal 

Tere naal jeena mainu tere naal 
Marna mainu tere naal , tere naal 
Tere naal jeena mainu tere naal 
Marna mainu tere naal , tere naal 

Aayi hoon jiske liye main
Duniya saari chhod ke 
Ik pyar hi to hai 
Baadalon ko aasmaan se 
Jodti jo dor hai
Ik pyar hi to hai 

Dhoop chhaon baarishon mein
Rab se ki jo sifarishon main khayaal
Hai tera hi khayaal

Tere naal jeena mainu tere naal 
Marna mainu tere naal , tere naal 
Tere naal jeena mainu tere naal 
Marna mainu tere naal , tere naal 

Monday, August 3, 2020

MERA NAAM HAI SHABNAM

Mera naam hai shabnam song is from movie Kati Patang sung by Asha Bhosale .Music composed by Rahul Dev Burman and Lyrics penned by Anand Bakshi .


Mera nam hai shabnam 
Pyar se log mujhe kahte hain 
Shabbo
Ta ra ru ru ta ra 
Ta ra ru ru ta re 
Ta ra ru ru ta ra ra ra ru ya 
Ha aah ha aah ha aah ha aah 
ha aah

Ae pahchana mile the kabhi 
Us rat ko hmm daro nahi 
Bat hai woh raj ki par
Raj raj hi rahega 

Meraa nam hai shabnam 
Pyar se log mujhe shabbo 
Kahte hain
Tumhare nam kya hai ha ha 
ha
Nina mina anju ya manju
Nina mina anju manju ya 
madhu
Ha aah ha aah ha aah ha aah 
ha aah 


Hmm us roj rat bhar 
Shahanai bajati rahi 
Mai thi tum thi aur woh 
Unhoon sharmao nahi
ghabrao 
Nahi kahungi kisi se nahi 
Janti ho meraa naam hai 
shabnam
Pyar se log mujhe shabbo 
kahte hain
Tumhara nam kya hai hahaha 
Nina mina anju ya manju nina 
Mina anju manju ya madhu 
Ha aah ha aah ha aah ha aah 
ha aah

Sunday, August 2, 2020

PYAAR DEEWANA HOTA HAI

Pyaar deewana hota hai song is from movie Kati Patang sung by Kishor Kumar and lyrics penned by Anand Bakshi and Rahul Dev Burman . 


Pyaar deewana hota hai , mastana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 
Pyaar deewana hota hai , mastana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 

Shama kahe parwaane se pare chala ja .
Meri tarah jal jaayega , yahaan nahin aa . 
Shama kahe parwaane se pare chala ja .
Meri tarah jal jaayega , yahaan nahin aa . 
Woh nahin sunta usako jal jana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 

Pyaar deewana hota hai , mastana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai

Rahe koi sau pardon mein dare sharam se 
Nazar ajee lakh churaye koi sanam se 
Rahe koi sau pardon mein dare sharam se 
Nazar ajee lakh churaye koi sanam se 
Aa hi jata hai jis pe dil aana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 

Pyaar deewana hota hai , mastana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 

Suno kisi shayar ne yeh kaha bahut khoob 
Mana kare duniya lekin mere mehboob 
Suno kisi shayar ne yeh kaha bahut khoob 
Mana kare duniya lekin mere mehboob 
Woh chhalak jata hai jo paimana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai

Pyaar deewana hota hai , mastana hota hai 
Har khushi se , har gham se begana hota hai 

Saturday, August 1, 2020

YEH SHAAM MASTANI

Yeh shaam mastani song is from movie Kati Patang sung by Kishor Kumar . Song composed by Rahul Dev Burman and lyrics penned by Anand Bakshi . 


Ye shaam mastaani 
Madahosh kiye jaaye 
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 
Ye shaam mastaani 
Madahosh kiye jaaye 
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 

Dur rahati hai tu 
Mere pas aati nahin 
Hothon pe tere kabhi
Pyaas aati nahin 
Aisaa lage jaise ki tu 
Hansake zahar koi piye jaaye 
Ye shaam mastani 
Madahosh kiye jaaye 
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 

Baat jab main karun 
Mujhe rok deti hai kyon 
Teri mithi nazar mujhe 
Tok deti hai kyon 
Teri hayaa teri sharam
Teri qasam mere 
Honth siye jaaye 
Ye shaam mastaani 
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 

Ek ruthi hui taqadir jaise koi 
Khaamosh aise hai 
Tu tasvir jaise koi 
Teri nazar banake 
Zubaan lekin tere 
Paigaam diye jaaye 
Ye shaam mastaani 
Madahosh kiye jaaye 
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 

Ye shaam mastaani 
Madahosh kiye jaaye
Mujhe dor koi khinche 
Teri aur liye jaaye 

LAG JA GALE

Lag Ja Gale song is from movie Woh Kaun Thi sung by Lata Mangeshwar . Lyrics by Raja Mehdi Ali Khan and Mohan Madan .                       ...